Skip to main content

Hasrat

Hasrat hai sirf unhe pane ki,
Aur koi khwahish nahin is deewane ki.
Shikwa mujhe unse nahin, khuda se hai,
Kya zarurat thi unhe itna khoobsurat banana ki.

Comments

Anonymous said…
Kisi ko paane ki manzil nahin aapni,
Kisi ko satane ki khwahish nahin aapni.
Bas unki zindagi me khushiyaan bharna chahat hai,
Voh kahin bhi rahe unki hassi yeh hi hasrat aapni.
Anonymous said…
Very pretty site! Keep working. thnx!
»
Anonymous said…
I say briefly: Best! Useful information. Good job guys.
»
Anonymous said…
I love your website. It has a lot of great pictures and is very informative.
»

Popular posts from this blog

Zindagi by Nida Fazli

Jo kho jata hai milkar zindagi mein, Gazal hai naam uska shayaari mein. Nikal aate hain aansu haste-haste, Yeh kis gham ki kasak hai har khushi mein. Kahin aakhien, kahin chera, kahin labh Hamesha ek milta hai, kai mein. Chamakti hai n andhero mein khamoshi, Sitaare tootte hain raat hi mein. Guzar jaati hai yu hi umr saari, Kissi ko dhondte hai hum kissi mein. Bahut mushkil hain banjara mijazi, Saalika chahiye aawargi mein.

Yaad

Har aahat ehsas hamara dilayegi, Har hawa kissa hamara dohrayegi. Hum itna yaad bhar denge aap ke dil mein, Ki na chahte hue bhi hamari yaad aayegi.