Skip to main content

Anjaam

Na jaane kyun har naam mein mujhe tera naam nazar aata hai ....
Kabhi tanhai mein kabhi mehfil mein tu sare-aam nazar aata hai ....
Lakh bhulana chaho tujhe per tu subah shaam nazar aata hai ....
Chahta ho tujhe tab bhi jabki chahne ka anjaam nazar aata hai

Comments

Popular posts from this blog

Tumhare liye

Waqt milta nahin hai tumhe hamare liye, phir bhi karte intezaar har lamha Tumhare liye. Doobe hue hai ab tak tumhaari chaahat mein, Shayad ab tairna bhi na chahte tum hamari yaad mein! Kyon duniya lagti sooni Tumhare bina, Khush to lagte ho tum hamare bina. Aansoon bahate hai kabhi Tumhare liye, Kabhi muskura liya karo hamare liye. Dhoonte hai Tumhara zikr har anjuman mein, Yaad bhi na aate honge hum Tumhaari mehfil mein, Jaane kya rang laayega ye pyaar hamara, Dua hai bas khaayam rahe sadaa saath Tumhare.

Shayari

Pyaar mein hum naakam kya hua, Har harkat hamari deewangi lagne lagi... Aur nikle jo do lafz, haal-e-dil baayan karne ko, Har woh lafz shayari lagne lagi.....