Skip to main content

Tu

Mere wajud mein kash tu utar jaye,
Main dekhu aaina aur to najar aaye.
Tu ho samne aur waqt taher jaye,
Ye zindagi tujhe yunhi dekh dekh guzar jaye.

Comments

Popular posts from this blog

Zindagi by Nida Fazli

Jo kho jata hai milkar zindagi mein, Gazal hai naam uska shayaari mein. Nikal aate hain aansu haste-haste, Yeh kis gham ki kasak hai har khushi mein. Kahin aakhien, kahin chera, kahin labh Hamesha ek milta hai, kai mein. Chamakti hai n andhero mein khamoshi, Sitaare tootte hain raat hi mein. Guzar jaati hai yu hi umr saari, Kissi ko dhondte hai hum kissi mein. Bahut mushkil hain banjara mijazi, Saalika chahiye aawargi mein.

Yaad

Har aahat ehsas hamara dilayegi, Har hawa kissa hamara dohrayegi. Hum itna yaad bhar denge aap ke dil mein, Ki na chahte hue bhi hamari yaad aayegi.