Skip to main content

Izhaar

Hai pyaar yeh ya kuch aur,, pata chale kaise,
Pal pal baat karne ko us-se man jale kaise.
Pata hai mujhko ki bekaarari usko bhi hai,
Par bina izhaar ye rishta pale kaise...

Comments

Popular posts from this blog

Zindagi by Nida Fazli

Jo kho jata hai milkar zindagi mein, Gazal hai naam uska shayaari mein. Nikal aate hain aansu haste-haste, Yeh kis gham ki kasak hai har khushi mein. Kahin aakhien, kahin chera, kahin labh Hamesha ek milta hai, kai mein. Chamakti hai n andhero mein khamoshi, Sitaare tootte hain raat hi mein. Guzar jaati hai yu hi umr saari, Kissi ko dhondte hai hum kissi mein. Bahut mushkil hain banjara mijazi, Saalika chahiye aawargi mein.