Woh rakhate hain hamko apne khyaalon mein,
Yeh baat koi kam to nahin hai.
Kahin to hai mera koi vajood ab talak unke saath,
Yeh baat soch ke meri aankh ab nam nahi hai !!
Yeh baat koi kam to nahin hai.
Kahin to hai mera koi vajood ab talak unke saath,
Yeh baat soch ke meri aankh ab nam nahi hai !!
Comments
Khush rahne ko yeh baat kuch kam to nahin hai
Kahin to hai humara vajood ab talak unke saath,
Yeh ahsaan hai unka, jo meri aankh ab nam nahin hai !!
:)