Skip to main content

Yaad

Uski ek yaad bechain kar jaati hai,
har gali mein uski hi surat nazar aati hai,
kaisa haal kiya usne pyaar mein humara,
Ki neend aati hai to aankhen bura maan jaati hai.

Comments

Monica said…
damn good...
Lo aa rahi hai humein neend
aei aankhon, inn shiquon ko jaane do
jinki tasveer busa rakhi hai tum mein
Unne zarra khwaabon mein bhi aane do