Skip to main content

Raat

Raat kya dhali sitare chale gaye....
Gairon se kya gila karien jab apne chale gaye...
Jeet to sakte the hum har baazi....
Magar kisi ki jeet ke liye harte chale gaye.....

Comments

Anonymous said…
Your are Nice. And so is your site! Maybe you need some more pictures. Will return in the near future.
»

Popular posts from this blog

Zindagi by Nida Fazli

Jo kho jata hai milkar zindagi mein, Gazal hai naam uska shayaari mein. Nikal aate hain aansu haste-haste, Yeh kis gham ki kasak hai har khushi mein. Kahin aakhien, kahin chera, kahin labh Hamesha ek milta hai, kai mein. Chamakti hai n andhero mein khamoshi, Sitaare tootte hain raat hi mein. Guzar jaati hai yu hi umr saari, Kissi ko dhondte hai hum kissi mein. Bahut mushkil hain banjara mijazi, Saalika chahiye aawargi mein.

Ehsaas

Jo rehte hai dil mein juda nahi hote, Kuch ehsaas lafzon se bayan nahi hote.... Yeh hasrat hai dil mein manaye unko kabhi, Ek woh hain kabhi khafa nahi hote..